Lyrics of Agar main kahun mujhe - Lakshya
Movie : Lakshya
Actors : Hrithik Roshan, Preity Zinta
Music Director : Shankar Ehsaan Loy
Singer : Udit Narayan and Alka Yagnik
Lyricist : Javed Akhtar
Agar main kahun mujhe tum se mohabbat hai
meri bas yahi chaahat hai to kya kahogi
agar main kahun mujhe tum se mohabbat hai
meri bas yahi chaahat hai to kya kahogi
main tum se kahungi is baat ko agar tum
zara aur saja ke kehte
zara ghuma phira ke kehte to achha hota
Agar main kahun tum ko jab dekhun
lagti ho jaise nayi honth hain pankhadi phool ki
aankhe jaise jugnoo chamkte hue
soche mera ye dil dhadakte hue
agar main kahun
agar main kahun ye jo chehra hai
jaise koi chaand hai to kya kahogi
Main tum se kahungi mujh ko bhoole se bhi
chaand tum na kaho chaand mein to kayi daag hain
mujhe phool na kehna wo murjhaate hain
jugnoo bhi na kehna wo kho jaate hain
ye baatein purani hain jo mujh ko sunani hain
Kisi aur ada se kehte
zara ghuma phira ke kehte to achha hota
agar main kahun to kya kahogi
agar main kahun baatein sun ke tumhari
main hairan hoon jo bhi kehna hai kaise kahun
Lagta tumhe kuchh bhi achha nahi
sach ko bhi kehti ho sachcha nahi
agar main kahun agar main kahun
tumhe pata nahi hai kyun
Hai pyaar mujhe bhi tumse to kya kahoge
main tum se kahunga mere dil ka hai ye kehna
hum ko hai saath mein rehna
ye dono ke dil mein hai na to phir kyun kehna
agar main kahoon to main tumse kahoongi
Related posts:
- Lyrics of Main aisa kyun hoon - Lakshya
- Lyrics of Main usse ishq karta tha - Jaanemann
- Lyrics of Main usse ishq karta tha - Jaanemann
- Lyrics of Kaise mujhe tu mil gayi - Ghajini
- Lyrics of Din chadhe mujhe pooche nazar - Aa Dekhen Zara
- Lyrics of Jaane is safar main aisa kya - Main Aurr Mrs Khanna
- Lyrics of Teri yaadein mujhe tadpaati hai - Jai Aur Veeru
- Lyrics of Ni main keha soniyo - Dil Kabaddi
- Lyrics of Kitni baatein yaad aati hai - Lakshya
- Lyrics of Aaja main hawaon pe - Yuvraaj
- Lyrics of Tujhe main pyar karoon - 1920
- Lyrics of Dekho ji dekho main hoon bhola - Phir Kabhi
- Lyrics of Main hoon romeo - Roadside Romeo
- Lyrics of Ek hockey dungi main rakhke - Chak De
- Lyrics of Tumase Ruthunga Main - Suno Na
Please Wait
Comments: