Lyrics of Bekhudi mein sanam uth gaye - Haseena Maan Jaayegi


Movie : Haseena Maan Jaayegi
Actors : Shashi Kapoor, Babita Kapoor, Johnny Walker
Music Director : Kalyanji Anandji
Singer : Mohammad Rafi and Lata Mangeshkar
Lyricist : Akhtar Romani

Bekhudi mein sanam
uth gaye jo kadam
aa gaye aa gaye
aa gaye paas hum
aa gaye paas hum

Bekhudi mein sanam
uth gaye jo kadam
bekhudi mein sanam
uth gaye jo kadam
aa gaye aa gaye
aa gaye paas hum
aa gaye paas hum

Ho bekhudi mein sanam
uth gaye jo kadam
aa gaye aa gaye
aa gaye paas hum
aa gaye paas hum
bekhudi mein sanam
uth gaye jo kadam

Aag ye kaisi man mein lagi hai
man se badi to tan mein lagi hai
aag nahi ye dil ki lagi hai
jitni bujhaayi utni jali hai
dil ki lagi na ho to kya zindagi hai

Saath hum jo chale
mit gaye faasle
aa gaye aa gaye
aa gaye paas hum
aa gaye paas hum
bekhudi mein sanam
uth gaye jo kadam

Khoyi nazar thi soye nazaare
dekha tumhe to jaage ye saare
dil ne kiye jo dil ko ishaare
mil ke chale hum saath tumhare
aaj khushi se mera dil ye pukaare

Tera daaman mila
pyaar mera khila
aa gaye aa gaye
aa gaye paas hum
aa gaye paas hum
bekhudi mein sanam
uth gaye jo kadam

Dil ki kahaani
pahunchi zubaan tak
kis ko khabar ab
pahunche kahaan tak

Pyaar ke raahi aaye yahaan tak
jaayenge dil ki had hai jahaan tak
tum saath do to
chale hum aasmaan tak

Dil mein armaan liye
laakho toofan liye
aa gaye aa gaye
aa gaye paas hum
aa gaye paas hum

Bekhudi mein sanam
uth gaye jo kadam
bekhudi mein sanam
uth gaye jo kadam
bekhudi mein sanam
uth gaye jo kadam

Related posts:

  1. Songs of Haseena Maan Jaayegi
  2. Lyrics of Dil le ke dard e dil de gaye - Wanted
  3. Lyrics of Sanam sanam - Kisse Pyaar Karoon
  4. Lyrics of Mar gaye mit gaye mar gaye - Dil Bole Hadippa
  5. Lyrics of Gulon mein rang bhare - Sikandar
  6. Lyrics of Jungle hai khauf haseena jungle mein - Agyaat
  7. Lyrics of Hum jo chalne lage - Jab We Met
  8. Lyrics of Meri aawargi meri deewangi ko zara - Good Boy Bad Boy
  9. Lyrics of Aa dekhen zara - Aa Dekhen Zara
  10. Lyrics of Kabhi aayaton mein padha tujhe - Dus Kahaniyaan
  11. Lyrics of Main to tere paas mein - Raaz - The Mystery Continues
  12. Lyrics of Tu mere paas hai so right - Roadside Romeo
  13. Lyrics of Aaj main boond hun boond hun - De Taali
  14. Lyrics of O haseena o neelampari - Om Shanti Om
  15. Lyrics of Khayalon mein yun uljhe rahe - EMI

 

Posting Your Comment
Please Wait

Comments:
There was an error with your comment, please try again.


  1. Be first to post a comment