Lyrics of Giri giri giri re bijuriya - Aladin
Movie: Aladin
Actors: Amitabh Bachchab, Ritesh Deshmukh, Jacqueline Fernandes, Sanjay Dutt
Music Director: Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Singer: Shreya Ghoshal, Sanjay Dutt
Lyricist: Vishal Dadlani, Anvita Dutt Guptan
Giri giri giri re bijuriya
padi jahan padi re nazariya
kar doon haak jalake raak
mitaadun chahun toh duniya
giri giri giri re bijuriya
padi jahan padi re nazariya
kar doon haak jalake raak
mitaadun chahun to duniya
ha ha haaaa
Koyle ka dil hai sholey hai aankhein
chain se mein sota hoon duniya jalake
hey Koyle ka dil hai sholey hai aankhein
chain se mein sota hoon duniya jalake
khwabon mein khayalon mein tabaahi hai
kar doon khatam jalake basam har sapno ki nagariya
Giri giri giri re bijuriya
padi jahan padi re nazariya
kar doon haak jalake raak mitaadun chahun toh duniya
giri giri giri re bijuriya
padi jahan padi re nazariya
kar doon haak jalake raak mitaadun chahun to duniya
ha ha haaaa
Samne jo aa gaya band uski saans hai
chad gaya nasha agar bas lahu ki pyaas hai
ha ha ha
haan samne jo aa gaya band uski saans hai
chad gaya nasha agar bas lahu ki pyaas hai
na koi bachega mere haathon se
mujhe har waqt chaheay rakht bada hoon sakht main bhaiya
Giri giri giri re bijuriya
padi jahan padi re nazariya
kar doon haak jalake raak mitaadun chahun toh duniya
giri giri giri re bijuriya
padi jahan padi re nazariya
kar doon haak jalake raak mitaadun chahun to duniya
ha ha haaaa
Related posts:
- Lyrics of Jhoota hai sazza yeh bachke - Aladin
- Lyrics of Hey abhi na manega abhi na - Aladin
- Lyrics of Baadal pe paanv hain - Chak De
- Lyrics of Hey ya ladki hoon ya bala - Kidnap
- Lyrics of Main wahan pe jahan - Raaz - The Mystery Continues
- Lyrics of Preet ki misri chakha ke - Dekh Bhai Dekh
- Lyrics of The man the man the - Aladin
- Lyrics of Jahan tak ye meri - Kisse Pyaar Karoon
- Lyrics of You’re the one you’re the - Aladin
- Lyrics of Naina mere bole jhooti sachhi boliya - Life Partner
- Lyrics of Haaaan sehar main doosri koi - Goal
- Lyrics of Aaja lehraate aaja balkhate - What’s Your Rashee
- Lyrics of Tere liye raunake subah - Runway
- Lyrics of Haan mein jitni martaba - All The Best
- Lyrics of Dhoop nikalti hai jahan se - Krrish
Please Wait
Comments: