Lyrics of Haaaan sehar main doosri koi - Goal
Movie: Goal
Actor: John Abraham, Bipasha Basu, Arshad Warsi, Boman Irani
Director: Vivek Agnihotri
Singer: Richa Sharma, Anand Raj Anand
Lyricist: Javed Akhtar
Haaaan sehar main doosri koi
nahi tujhsi billo are billo meri billo billo
jo bhi dekhe yahi pooche kya pooche
hai ye kiski billo
har ada teri jagaati hai qyaamat koi
har kadam par tu girati chale bijli billo
Aha aha aha hoye hoye
ishq karke tujhse dewaana betaab hua barbaad hua
bhool gaya apna bhi naam jab naam tera ise yaad hua
ishq karke tujhse dewaana betaab hua barbaad hua
bhool gaya apna bhi naam jab naam tera ise yaad hua
Ye hai jo majnu
inhe kya main samjhoon
roz ho jaate hai yeh kisi na kisi pe fida are haaan
aaj iske piche haiiiiiii
kal uske piche shawa
kya thikana hai inka ki ho jaaye kab laapata
Hoooo inki mohabbat resham ka jaal hai
haiiiii deewangi bhi inki ek chaal hai
ho billo rani
ho billo rani kaho to abhi jaan de doon
ho billo rani kaho to abhi jaan de doon
ho billo rani kaho to abhi jaan de doon
billo rani kaho to abhi jaan de doon
Ishq karke tujhse dewaana betaab hua barbaad hua
bhool gaya apna bhi naam jab naam tera ise yaad hua
ishq karke tujhse dewaana betaab hua barbaad hua
bhool gaya apna bhi naam jab naam tera ise yaad hua
Lachakti baahon ke is gulshan main
foolon jaise is tan main
ho pagal hi karde aisi khushboo hai
chamakti aankhon ke in taron main
hoto ke guljaro main
ho deewana kar de aisa jaadu hai
ho teri baate rijhaye mere dil ko
fir bhi main na maanoon inhe
Ho main na maanoon
ho teri aankhe dikhaye mujhko sapne par na sachaa jaanoon inhe
of ho raah me tune mujhe roka hai
haiiii isme koi na koi dhokha hai
ho billo rani kaho to abhi jaan de doon
ho billo rani kaho to abhi jaan de doon
ho billo rani kaho to abhi jaan de doon
billo rani kaho to abhi jaan de doon
Ki ab tak tumri samajh na aayee na
ghoom le aur chaaye sab duniya
aye humsa premi na mili hai tumka kahi
ki billo dhak dhak e man dhadkat
tan ma agni bhadhkat hai
jab jab lagaawat ho tum thumka kahin
ho teri niyat hai khoti man hai paapi
harjayee tu beimaan tu
Teri chaahat main jaanoon raja kya hai
mujhko bholi nahi jaan tu
haan bhesh banaye premi kaasa hai
haaye tu bhanwra tu ras ka pyasa hai
ho billo rani ho billo ho billo ho billo rani
kaho to abhi jaan de doon
ho billo rani kaho to abhi jaan de doon
hoooo jaan de doon ji tere imaan de doon
ho billo rani kaho to abhi jaan de doon
billo rani kaho to abhi jaan de doon
Related posts:
- Lyrics of Aye rumana teri hi baatein - Dhan Dhana Dhan Goal
- Lyrics of Main wahan pe jahan - Raaz - The Mystery Continues
- Lyrics of Main tann haara - Luck By Chance
- Lyrics of Ajeeb ittefaq hai kya mulaqat hai - Main Aurr Mrs Khanna
- Lyrics of Main usse ishq karta tha - Jaanemann
- Lyrics of Main usse ishq karta tha - Jaanemann
- Lyrics of Main toh jiya na - Om Shanti Om
- Lyrics of Ek hockey dungi main rakhke - Chak De
- Lyrics of Zara si dil mein de jagah tu - Jannat
- Lyrics of Teeja tera rang tha main to - Chak De
- Lyrics of Zari di kurtiyaan pehan ke - Khallballi - Fun Unlimited
- Lyrics of Aa aaja aye saaye mere - New York
- Lyrics of Tumase Ruthunga Main - Suno Na
- Lyrics of Bebo main bebo - Kambakkht Ishq
- Lyrics of Aaya aaya re - Jashnn
Please Wait
Comments: