Lyrics of Jo khwaabon khayalon mein - Jannat
Movie : Jannat
Actors : Emraan Hashmi and Sonal Chauhan
Music Director:
Singer : KK
Lyricist: Sydeed Quadri
Jo khwaabon khayalon mein socha nahin tha
tu ne mujhe itna pyaar diya
main jab bhi jahan bhi kadi dhoop mein tha
teri zulf ne mujh pe saya kiya
haaaaann…jo khwaabon khayalon mein socha nahin tha
tu ne mujhe itna pyaar diya
main jab bhi jahan bhi kadi dhoop mein tha
teri zulf ne mujh pe saya kiya
Haan tu hai haan tu hai
meri baaton mein tu hai
meri khwaabon mein tu, yaadon mein tu
iraadon mein tu hai
haan tu hai haan tu hai
meri baaton mein tu hai
meri khwaabon mein tu, yaadon mein tu
iraadon mein tu hai
iraadon mein tu hai
Yeah…we could fall in love
i say…i could fall in love
Yeah we could fall in love
and i say i could fall in love
koi bhi aisa lamha nahi hai
jisme mere tu hota nahi hai
main so bhi jaaon raaton mein lekin
tu hai ki mujh mein sota nahi hai
tu hai ki mujh mein sota nahi hai
haan tu hai haan tu hai
meri baaton mein tu hai
meri kwaabo mein tu, yaadon mein tu
iraadon mein tu hai
haan tu hai haan tu hai
meri baaton mein tu hai
meri khwaabon mein tu, yaadon mein tu
iraadon mein tu hai
iraadon mein tu hai
Yeah…..oh
Hai teri inaayat tujhse mili hai
hoonton pe mere hansi jo khili hai
use mera chehra chupa bhi na paye
tujhe paake haasil hui jo khushi hai
tujhe paake haasil hui jo khushi
haan tu hai haan tu hai
meri baaton mein tu hai
meri khwaabon mein tu, yaadon mein tu
iraadon mein tu hai
Jo khwaabon khayalon mein socha nahin tha
tu ne mujhe itna pyaar diya
main jab bhi jahan bhi kadi dhoop mein tha
teri zulf ne mujh pe saya kiya
haan tu hai haan tu hai
meri baaton mein tu hai
meri khwaabon mein tu, yaadon mein tu
iraadon mein tu hai
haan tu hai haan tu hai
meri baaton mein tu hai
meri khwaabon mein tu, yaadon mein tu
iraadon mein tu hai
Irradon mein tu hai
Related posts:
- Lyrics of Zara si dil mein de jagah tu - Jannat
- Lyrics of Subha teri aakhon mein shaam - All The Best
- Lyrics of Khayalon mein yun uljhe rahe - EMI
- Lyrics of Haan mein jitni martaba - All The Best
- Lyrics of Chori chori ankhiyan ne - Race
- Lyrics of Chanda re chori bazari - Love Aaj Kal
- Lyrics of Tanhaniyon mein - Jashnn
- Lyrics of Manzar manzar - Sunday
- Lyrics of Mein hoon vo aasman mein hoon - Krrish
- Lyrics of Dekho mere nas nas mein - Let’s Dance
- Lyrics of Tumko dekha tha kabhi maine - God Tussi Great Ho
- Lyrics of Jo gumshuda aankhon mein hai - Mission Istanbul
- Lyrics of Is pal mein hai aisa nasha - Hijack
- Lyrics of Itna to bata de mujh se - Life Partner
- Lyrics of Char dino ka pyar o rabba - Jannat
Please Wait
Comments: