Lyrics of Kahin door sehara ke saaye mein - Drona
Movie : Drona
Actors : Abhishek Bachchan,Priyanka Chopra,Kay Kay Menon
Music Director : Dhruv Ghanekar
Singer : Dhruv Ghanekar
Lyricist : Vaibhav Modi
{Kahin door sehara ke saaye mein
machla tha koi tufaan
aur ek maseeha ke aane ka
likh ke gaya hai elaan
drona dhrona drona}-2
Sadiyon se sehmi sehmi gumsum
roothi roothi thi fiza
zinani saanso se bojhal thi
thehri thehri ye hawa
khoyi khoyi khamoshi mein goonji
kai sins ki sada
Sadiyon se sehmi sehmi gumsum
roothi roothi thi fiza
na jaane kya tha kaisa junoon tha wo
behta tha rag rag mein jo
har sadi main aada raha hai wo
Kahin door sehara ke saaye mein
machla tha koi tufaan
aur ek maseeha ke aane ka
likh ke gaya hai elaan
drona dhrona drona
Kadmo mein lipte kaise kaise
uljhano ke silsile
manzil ke raaste mein faile the
kaaton ke wo kaafile
kayam raha apni raahon par wo
milti rahi mushkile
Kadmo mein lipte kaise kaise
uljhano ke silsile
roke ruka na kabhi jhuka na wo
dard ki baarish mein bhi
harek sadi mein aata raha hai wo
banke drona
Kahin door sehara ke saaye mein
machla tha koi tufaan
aur ek maseeha ke aane ka
likh ke gaya hai elaan
drona dhrona drona drona..
Related posts:
- Lyrics of Raat aur hum saath mein - Drona
- Lyrics of Nanhe nanhe taaron jaise naina - Drona
- Lyrics of Is jahan mein tu meri khatir hai - Tum Mile
- Lyrics of Chupke se kahin dheeme paaun se - Life in a Metro
- Lyrics of Koi na jaane kya hoga kal - Hijack
- Lyrics of Zindagi ye safar mein hai - Dil Kabaddi
- Lyrics of Aa aaja aye saaye mere - New York
- Lyrics of Kitni baatein yaad aati hai - Lakshya
- Lyrics of Tanhaniyon mein - Jashnn
- Lyrics of Waqt ki dhoop mein - Kissan
- Lyrics of Mein hoon vo aasman mein hoon - Krrish
- Lyrics of Is pal mein hai aisa nasha - Hijack
- Lyrics of Pehli nazar mein - Race
- Lyrics of Kabhi aayaton mein padha tujhe - Dus Kahaniyaan
- Lyrics of Dekho ji dekho main hoon bhola - Phir Kabhi
Please Wait
Comments: