Lyrics of Kal nau baje tum chand dekhna - Short Kut - The Con is On
Movie : Short Kut - The Con is On
Actors : Akshaye Khanna, Arshad Warsi, Amrita Rao, Simi Garewal, Sanjay Dutt, Anil Kapoor,
Chunky Pandey, Ali Asgar, Haider Ali, Siddharth Randeria
Music Director :Shankar, Ehsaan & Loy
Singer : Alka Yagnik & Sonu Nigam
Lyricist: Javed Akhtar
Kal nau baje tum chand dekhna
main bhi dekhunga
aur yun dono ki nigahein
chand par mil jaayengi
kal nau baje tum chand dekhna
main bhi dekhungi
aur yun dono ki nigahein
chand par mil jaayengi
kal nau baje
kaun keh sakta hai
kal mein hoon kahan tum ho kahan
kaun keh sakta hai
kal mein hoon kahan tum ho kahan
chand lekin yahin niklega
yahan aur wahan
chand is chehre ko aaina dikha hi dega
chahati hoon mein tumhe chand gawah hi dega
kal nau baje, tum chand dekhna
main bhi dekhungi
aur yun dono ki nigahein
chand par mil jaayengi
kal nau baje
tum mere saath ho toh
chain se yeh mere tan man hai
tum mere saath ho toh
chain se yeh mere tan man hai
tum mere saath ho toh
raahein sabhi roshan hai
tum na hoge toh andhera yahan chayega
tum na ghabrana ke phir
chand nikal aayega
kal nau baje
kal nau baje, tum chand dekhna
main bhi dekhungi
aur yun dono ki nigahein
chand par mil jaayengi
kal nau baje
kal nau baje tum chand dekhna
tum chand dekhna
kal nau baje hey la la la
tum chand dekhna
main bhi dekhunga
aur yun dono ki nigahein
chand par mil jaayengi
Related posts:
- Lyrics of Raat ke dhaai baje - Kaminey
- Lyrics of Kyun hota hai dil deewana - Short Kut - The Con is On
- Lyrics of Yoon shabnami - Saawariya
- Lyrics of Gash kha ke dig paina - Blue
- Lyrics of Badla sama hai - Teree Sang
- Lyrics of Pehli nazar mein - Race
- Lyrics of Aao sunau pyar ki ek kahani - Krrish
- Lyrics of Khuda ya khair - Billu Barber
- Lyrics of Jhoom le jhoom le jhoom le - Aishwarya
- Lyrics of You’re my soulmate - Life Partner
- Lyrics of Aankho se bacha kar - 13B
- Lyrics of Kitni baatein yaad aati hai - Lakshya
- Lyrics of Rangeli se rangeli raaten ujle se - Fast Forward
- Lyrics of Kab se usko dhoondta hoon - Billu Barber
- Lyrics of Dil main junoon hai josh bhi - Fast Forward
Please Wait
Comments: