Lyrics of Khuda ya khair - Billu Barber
Movie : Billu Barber
Actors : Irrfan Khan, Lara Dutta, Shahrukh Khan, Asrani, Om Puri, Rajpal Yadav
Music Director : Pritam Chakraborty
Singer : Soham, Akriti Kakkar and Monali
Lyricist : Sayeed Quadri
Raaton raat tara koi chand ya sitara koi
gire to utha lena
o suniyo re tara chamkeela hoga
chand sharmila hoga nath mein laga lena
raaton raat tara koi chand ya sitara koi
gire to utha lena
o suniyo re tara chamkeela hoga
chand sharmila hoga nath mein laga lena
Zara si saanwari hai wo
zara si baawari hai wo
wo surme ki tarah meri
aankhon mein hi rehti hai
subah ke khwaab se udayi hai
palkon ke neeche chhupayi hai
maano na maano tum
sote sote khwaabon mein bhi khwaab dikhati hai
maano na maano tum
pari hai wo pari ki kahaniyaan sunati hai
Khuda ya khair khuda ya khair
khuda ya khair khuda ya khair
raaton raat tara koi chand ya sitara koi
gire to utha lena
O suniyo re tara chamkeela hoga
chand sharmila hoga Nath mein laga lena
Tu hawa main zameen tu jahan main wahin
jab ude mujhe le ke kyon udti nahi
tu ghata main zameen tu kahin main kahin
kyon kabhi mujhe le ke kyon barasti nahi
zara sa saanwara hai wo
zara sa baawara hai wo
wo surme ki tarah meri
aankhon mein hi rehti hai
Subah ke khwaab se udayi hai
palkon ke neeche chhupayi hai
maano na maano tum
sote sote khwaabon mein bhi khwaab dikhati hai
maano na maano tum
pari hai wo pari ki kahaniyaan sunati hai
khuda ya kaire khuda ya kaire khuda ya kaire
Jab daant mein ungli dabaye
ya ungli pe lat liptaye
baadal ye nichadta jaaye
hoo hoo…
kuchh kar ke wo baat ko taale
jab maathe pe wo bal daale
amber ye sukadta jaaye
ho… ho…
Wo jab nakhoon kutarti hai
to chanda ghatne lagta hai
wo paani par kadam rakhe
sagar bhi hat jata hai
Subah ke khwaab se udayi hai
palkon ke neeche chhupayi hai
maano na maano tum
sote sote khwaabon mein bhi khwaab dikhati hai
maano na maano tum
pari hai wo pari ki kahaniyaan sunati hai
khuda ya kaire khuda ya kaire khuda ya kaire
Related posts:
- Lyrics of Kab se usko dhoondta hoon - Billu Barber
- Lyrics of Haafiz khuda - 8X10 Tasveer
- Lyrics of Dekha tujhe dekha maine - Billu Barber
- Lyrics of Rangeli se rangeli raaten ujle se - Fast Forward
- Lyrics of Mar jaani mar jaani - Billu Barber
- Lyrics of Mere khuda karam ye aata ho - Sorry Bhai
- Lyrics of Kya Hai Tum Jaano Na - Suno Na
- Lyrics of Main usse ishq karta tha - Jaanemann
- Lyrics of Main usse ishq karta tha - Jaanemann
- Top songs of Billu
- Lyrics of Deewangi kya hai dilbar deewangi - Shadow
- Lyrics of Bhoola tujhe kaise kahan - Blue
- Lyrics of Kal nau baje tum chand dekhna - Short Kut - The Con is On
- Lyrics of Japiyon se desh hai mera soniyo - Dil Bole Hadippa
- Lyrics of Yoon shabnami - Saawariya
Please Wait
Comments: