Lyrics of Kuchh kehne ko - Meerabai Not Out
Movie : Meerabai Not Out
Actors : Mandira Bedi, Anupam Kher, Eijaz Khan, Mahesh Manjrekar
Music Director : Sandesh Shandilya
Singer : Kunal Ganjawala
Lyricist : Irfan Siddique
Na na na na…
kuchh kehne ko
hota hai dil beqaraar
kuchh sunne ko
hota hai dil beqaraar
kaisi ye shaam aa gayi
ke teri yaad aa gayi
lamhe hain ye pyar ke
deewaane hum yaar ke
aao na aao na aao na
Ye chaand ye chaandni
tere bina kuchh nahi
kaise rahunga bata
hoke tera ajnabee
hoke tera ajnabee
kaisi ye shaam aa gayi
ke teri yaad aa gayi
aao na aao na aao na
na na na na..
aao na aao na..
Na na na na..
aao na aao na..
Aankhon mein hai tera ghum
saanso mein chaahat teri
kaise kahun hai mujhe
kitni zaroorat teri
kitni zaroorat teri
Kaisi ye shaam aa gayi
ke teri yaad aa gayi
aao na aao na aao na
na na na na
kuchh kehne ko
na na na na..
aao na aao na..
na na na na..
aao na aao na..
na na na na..
aao na aao na..
Related posts:
- Lyrics of Kitni baatein yaad aati hai - Lakshya
- Lyrics of Na kuchh poocha - Rab Ne Bana Di Jodi
- Lyrics of Hey na na na na - Meerabai Not Out
- Lyrics of Baatein kuchh ankahee si - Life in a Metro
- Lyrics of Tooti phooti dhadkano ki dekho - De Taali
- Lyrics of Ye kaisi kaisi aankh - Dev D
- Lyrics of Everybody shout it out - Meerabai Not Out
- Lyrics of Ajnabi shehar hai ajnabi shaam hai - Jaanemann
- Lyrics of Zindagi idhar to aa kuchh - Dus Kahaniyaan
- Lyrics of Yahi hota pyaar hai kya - Namaste London
- Lyrics of Main jahaan rahoon - Namaste London
- Lyrics of Zindagi idhar to aa kuchh kahaniyaan - Dus Kahaniyaan
- Lyrics of Ehsaan itna sa kar de - Dil Kabaddi
- Lyrics of Subhan allah subhan allah -Mere Baap Pehle Aap
- Lyrics of Jaane tu mera kya hai - Jaane Tu Ya Jaane Na
Please Wait
Comments: