Lyrics of Kudi hai mutiyaar - Love Aaj Kal


Movie : Love Aaj Kal
Actors : Saif Ali Khan and Deepika Padukone
Music Director : Pritam Chakroborty
Singer : Sunidhi Chauhan
Lyricist : Irshad Kaamil

La la la la la la la la ho gayi re
beja beja beja beja ho gayi hai
{la la la la la la la la ho gayi re}-2
beja beja beja beja ho gayi re
la la la la la la la la ho gayi re
beja beja beja beja ho gayi re

Kudi hai mutiyaar aaye roop ki bahaar
kar haar te singaar jab nikli bazaar to
{la la la la la la la la ho gayi re
beja beja beja beja ho gayi re}-2

Munde hue pareshaan dekh roop ki dukaan
bole bhaari hai samaan lenge bech ke makaan to
{la la la la la la la la ho gayi re
beja beja beja beja ho gayi re}-2

Dekhe mujh ko wo aane bahaane peechhe aaye gali naapta
munda hai wo ya jhonka hawa ka kya pata
yoon lage har ghadi jar jagah wo jaise mujh ko rahe dhoondta
munda hai wo ya jhonka hawa ka kya pata
ho peechha bhi na chhode mera chuppi bhi na tode
keh bhi na paaye dil waali vo sawali

Mere dil ka mere dil ka hua aisa
mehram thoda thoda pyaar aa gaya
ho mere dil ka hua aisa
mehram thoda thoda pyaar aa gaya
shava aha shava aha la la la la la la la la ho gayi re
beja beja beja beja ho gayi re
la la la la la la la la ho gayi re
beja beja beja beja ho gayi re

Ek gabru jawaan aisa hua beimaan bandook teekhi taan
bola loot na samaan to
{la la la la la la la la ho gayi re
beja beja beja beja ho gayi re}-2
jaane kaise hain us ke iraade main na jaanu wo kya chaahta
dhoonde us ki nigaahein kya mujh mein kya pata

Socha keh do badan pe tu mere yoon chhuri si nazar na chala
dhoonde us ki nigaahein kya mujh mein kya pata
ho ek tak dekhe mujhe thandi saanse le ke
karta ho jaise rakhwaali wo sawaali
mere dil ka mere dil ka hua aisa
mehram thoda thoda pyaar aa gaya
ho mere dil ka hua aisa

Mehram thoda thoda pyaar aa gaya
{la la la la la la la la ho gayi re
beja beja beja beja ho gayi re}-3

Related posts:

  1. Lyrics of Chanda re chori bazari - Love Aaj Kal
  2. Lyrics of Chori bazari do naino ki - Love Aaj Kal
  3. Lyrics of Halka halka hai meetha meetha - Dhol
  4. Lyrics of Itna to bata de mujh se - Life Partner
  5. Lyrics of Rang de chak man - Love Aaj Kal
  6. Lyrics of Main aisa kyun hoon - Lakshya
  7. Lyrics of Thoda teher thoda teher sun - Ajab Prem Ki Gazab Kahani
  8. Lyrics of Tooti phooti dhadkano ki dekho - De Taali
  9. Lyrics of Kya karoon haule haule jo - Wake Up Sid
  10. Lyrics of Kya karoon haule haule jo - Wake Up Sid
  11. Lyrics of Teri nigaahon mein jhaank kar - Dus Kahaniyaan
  12. Lyrics of Teri yaadein mujhe tadpaati hai - Jai Aur Veeru
  13. Lyrics of Ajj din chadheya - Love Aaj Kal
  14. Lyrics of Chori chori ankhiyan ne - Race
  15. Lyrics of Jo khwaabon khayalon mein - Jannat

 

Posting Your Comment
Please Wait

Comments:
There was an error with your comment, please try again.


  1. Be first to post a comment