Lyrics of Kyun hota hai dil deewana - Short Kut - The Con is On
Movie : Short Kut - The Con is On
Actors : Akshaye Khanna, Arshad Warsi, Amrita Rao, Simi Garewal, Sanjay Dutt, Anil Kapoor,
Chunky Pandey, Ali Asgar, Haider Ali, Siddharth Randeria
Music Director : Shankar, Ehsaan & Loy
Singer : Shreya Ghoshal & Javed Ali
Lyricist :Javed Akhtar
Pal pal koi pagal pan kyun hota hai
san san yeh tan dhak dhak mann kyun hota hai
hoo pal pal koi pagal pan kyun hota hai
haaan san san yeh tan dhak dhak mann kyun hota hai
{kyun rang naye lagte hai}-4
koi yeh na jana
kyun hota hai dil deewana
kyun hota hai dil deewana
koi yeh na jana
haann…
kyun jaagte aankhon mein khwaab aate hai
kyun mein gaoon toh yeh patthar bhi gate hai
kyun lagte hai ujle ujle yeh din saare
kyun sham ko dil mein deepak si jal jaate hai
kyun raath pighal jaati hai
kyun koi ghata chati hai
kyun dil karta hai tamanna
kyun neend nahi aati hai
koi yeh na jana
kyun hota hai dil deewana
kyun hota hai dil deewana
koi yeh na jana
haann…
kyun hoonton pe ek naam hamesha rehta hai
kyun sach lagta hai sab woh jo bhi kehta hai
kyun aarmano ki barish si hoti hai
kyun sapno ka dariya sa kuch behta hai
kyun chal behak jaate hai
kyun saans lekh jaati hai
kyun jal uthe hai tan mann
kyun aag dehak jaati hai
koi yeh na jana
kyun hota hai dil deewana
kyun hota hai dil deewana
koi yeh na jana
haann…
pal pal koi pagal pan kyun hota hai
san san yeh tan dhak dhak mann kyun hota hai
kyun rang naye lagte hai
kyun dhang naye lagte hai
kyun aaise mehak jaate hai
kyun aang naye lagte hai
koi yeh na jana
kyun hota hai dil deewana
kyun hota hai dil deewana
koi yeh na jana
koi yeh na jana
kyun hota hai dil deewana
kyun hota hai dil deewana
koi yeh na jana
koi yeh na jana
kyun hota hai dil deewana
kyun hota hai dil deewana
koi yeh na jana
Related posts:
- Lyrics of Yahi hota pyaar hai kya - Namaste London
- Lyrics of Deewana Ab Dil Na Mane - Suno Na
- Lyrics of Jaane kyun dil jaanta hai - Dostana
- Lyrics of Bikhri bikhri si zulfein hain kyun - What’s Your Rashee
- Lyrics of Aasmaan hai neela kyun - Rock On
- Lyrics of Kyun jindagi se ho shikva - Life in a Metro
- Lyrics of Main aisa kyun hoon - Lakshya
- Lyrics of Kyun darta hai tu yaar - Aagey Se Right
- Lyrics of Kyun phoolon ke khile - Kambakkht Ishq
- Lyrics of Mister Howa Hai Aisa Haal Kyun - Dekh Bhai Dekh
- Lyrics of Lattoo lattoo lattoo - Ghajini
- Lyrics of Jab se tere naina - Saawariya
- Lyrics of Kal nau baje tum chand dekhna - Short Kut - The Con is On
- Songs of Kuch Kuch Hota Hai
- Lyrics of Kuch hai tumse kehna magar - Let’s Dance
Please Wait
Comments: