Lyrics of Main aisa kyun hoon - Lakshya


Movie : Lakshya
Actors : Hrithik Roshan and Preity Zinta
Music Director : Shankar Ehsaan Loy
Singer : Hariharan and Sadhana Sargam
Lyricist : Javed Akhtar

Main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon
main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon
main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon
main aisa kyun hoon
main jaisa hoon main waisa kyun hoon
karna hai kya mujh ko ye maine kab hai jaana
lagta hai gaunga zindagi bhar bas ye gaana
hoga jaane mera ab kya ho ho

Koi to bataaye mujhe ho ho
gadbad hai ye sab kya ho ho
koi samjhaaye mujhe ho ho
o ae ee aa oye ee o
o ae ee aa oye ee o
o ae ee aa oye ee o
o ae ee aa oye ee o

Main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon
main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon
main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon
main aisa kyun hoon
main jaisa hoon main waisa kyun hoon

Ab mujh ko ye hai karna ab mujhe wo karna hai
aakhir kyun main na jaanu kya hai ke jo karna hai
lagta hai ab jo seedha kal mujhe lagega ulta
dekho na main hoon jaise bilkul ulta pulta
badlunga main abhi kya ho ho
maanu to kya maaanu main ho ho
sudhrunga main kabhi kya ho ho

Ye bhi to na jaanu main ho ho
jaane ab mera hona kya hai ho
lagta hai tum ko kya
jaane ab mera hona kya hai ho ho
kya main hoon jaisa
bas waisa rahunga
o ae ee aa oye ee o
o ae ee aa oye ee o

Karna hai kya mujh ko ye maine kab hai jaana
lagta hai gaunga zindagi bhar bas ye gaana
hoga jaane mera ab kya ho ho
koi to bataaye mujhe ho ho
gadbad hai ye sab kya ho ho
koi samjhaaye mujhe ho ho

O ae ee aa oye ee o
o ae ee aa oye ee o
o ae ee aa oye ee o
o ae ee aa oye ee o

Main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon
main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon
main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon
main aisa kyun hoon
main jaisa hoon main main aisa aisa aisa hi hoon

Related posts:

  1. Lyrics of Mister Howa Hai Aisa Haal Kyun - Dekh Bhai Dekh
  2. Lyrics of Agar main kahun mujhe - Lakshya
  3. Lyrics of Jaane is safar main aisa kya - Main Aurr Mrs Khanna
  4. Lyrics of Main hoon romeo - Roadside Romeo
  5. Lyrics of Is pal mein hai aisa nasha - Hijack
  6. Lyrics of Ajeeb ittefaq hai kya mulaqat hai - Main Aurr Mrs Khanna
  7. Lyrics of Kyun phoolon ke khile - Kambakkht Ishq
  8. Lyrics of Hey ya ladki hoon ya bala - Kidnap
  9. Lyrics of Dekho ji dekho main hoon bhola - Phir Kabhi
  10. Lyrics of Mein hoon vo aasman mein hoon - Krrish
  11. Lyrics of Kyun hota hai dil deewana - Short Kut - The Con is On
  12. Lyrics of Mohabbat aisa lashkaara lage - Jai Aur Veeru
  13. Lyrics of Kab se usko dhoondta hoon - Billu Barber
  14. Lyrics of Main usse ishq karta tha - Jaanemann
  15. Lyrics of Main usse ishq karta tha - Jaanemann

 

Posting Your Comment
Please Wait

Comments:
There was an error with your comment, please try again.


  1. Be first to post a comment