Lyrics of Maine hawa ke paron pe - Mere Baap Pehle Aap
Movie : Mere Baap Pehle Aap
Actors : Akshay Khanna,Genelia D,Souza,Paresh Rawal,Om Puri
Music Director : Tauseef Akhtar,Vidyasagar
Singer : Udit Nayaran and Shreya Ghosha
Lyricist:Sameer
Sa sa sa sa re ga, sa sa sa sa ma ga, sa sa sa sa re ga pa ma ga re
sa sa sa sa re ga, sa sa sa sa ma ga, sa sa sa sa re ga pa ma ga re
maine hawa ke paron pe likha hai deewaane dil ka fasaana
tune padha ke nahin jaane jaana milke mujhe batlaana
phoolon mein taaron mein saare nazaaron mein
aankhon ne dekha hai chehra tera
Maine hawa ke paron pe likha hai deewaane dil ka fasaana
tune padha ke nahin jaane jaana milke mujhe batlaana
ho maine khayalon ka jahaan basaaya raaton ko khwaabon mein tujhe chhupaaya
man ke tarichon mein tujhe sajaaya jaane tu jaane na hoo…
yaadon ki maine tasveer banaayi tujhse kahi na har baat chupaayi
sehti rahi tum jaan judaai maane tu maane na
Tere hijaab ki khili khili khili hai chandni
tere shabaab ki saji saji saji hai ragini
kya karoon kya karoon jeene na deti hai teri ada
maine hawa ke paron pe likha hai deewaane dil ka fasaana
tune padha ke nahin jaane jaana milke mujhe batlaana
Hey senorita
sa sa sa sa re ga, sa sa sa sa ma ga, sa sa sa sa re ga pa ma ga re
sa sa sa sa re ga, sa sa sa sa ma ga, sa sa sa sa re ga pa ma ga re
itni haseen kaayenaat hogi dilkash badi ye raat hogi
socha nahin tha mulakaat hogi maine to jaane jaan
Masti mein dooba hai sama sharaabi hone laga aalam gulabi
aaye na chain kahin zara bhi behke mere armaan
raha kareeb hi zara zara zara sa faasla
na toota toot ke zara zara zara sa silsila
aa gaye paas hum saanson mein mehki hai teri wafa
Maine hawa ke paron pe likha hai deewaane dil ka fasaana
tune padha ke nahin jaane jaana milke mujhe batlaana
phoolon mein taaron mein saare nazaaron mein
aankhon ne dekha hai chehra tera
Related posts:
- Mere Baap Pehle Aap songs
- Lyrics of Jaana hai tujhko piya ke angna - Mere Baap Pehle Aap
- Lyrics of Shamma shamma jale guncha - Mere Baap Pehle Aap
- Lyrics of Subhan allah subhan allah -Mere Baap Pehle Aap
- Lyrics of Sun sun sun to aye hawa - Kidnap
- Lyrics of Dekha tujhe dekha maine - Billu Barber
- Lyrics of Tumko dekha tha kabhi maine - God Tussi Great Ho
- Lyrics of Maine tujhse pyaar kiya hai - Golmaal Returns
- Lyrics of Mere khuda karam ye aata ho - Sorry Bhai
- Lyrics of Aisi saza deti hawa tanhaai - Gulaal
- Lyrics of Jaane tu mera kya hai - Jaane Tu Ya Jaane Na
- Lyrics of Gazab bhayo raama - Aa Dekhen Zara
- Lyrics of Maine li jo angdaayi onne pakadi - Abhimanyu- The Hero
- Lyrics of Haule haule se hawa lagti hai - Rab Ne Bana Di Jodi
- Lyrics of Naina mere bole jhooti sachhi boliya - Life Partner
Please Wait
Comments: