Lyrics of Maine tujhse pyaar kiya hai - Golmaal Returns
Movie : Golmaal Returns
Actors : Ajay Devgan, Arshad Warsi, Shreyas Talpade, Tusshar Kapoor, Kareena Kapoor, Celina Jaitley, Anjana Sukhani, Amrita Arora
Music Director : Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Singer : Anushka Manchanda
Lyricist : Sameer
Maine tujhse pyaar kiya hai
tu hai meri jaan
meri har dhadkan kehti hai
main tujhpe qurbaan
maine tujhse pyaar kiya hai
tu hai meri jaan
meri har dhadkan kehti hai
main tujhpe qurbaan
tera zara sa bhi dola jo imaan
tu saala kaam se gaya
haan, hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
tera dil jo hua beimaan
tu saala, tu saala, tu saala kaam se gaya
teri nazron pe jaane ja meri nazar hai
teri saari harkaton ki mujhko khabar hai
ha haan, ha haan
arre mastiyon mein dooba hai
tujhe nahi fikar hai
aaja aaja hosh mein aaja
tu pagal nadaan
tera zara sa bhi dola jo imaan
tu saala kaam se gaya
Haaye, hua tera kaam tamaam
tu saala kaam se gaya
tera dil jo hua beimaan
tu saala, kaam se gaya
baby u should have no doubt, don’t like to freak u out
but his love thing no piece of cake
make sure you make no mistake
baby u should have no doubt, don’t like to freak u out
but his love thing no piece of cake
make sure you make no mistake
Aisi waisi galiyon se kabhi na guzarna
kisi bewafa ke chehre pe mat marna
no no no no no
mujhse kabhi bhi bewafai mat karna
sach kehti hoon jaanu rehna saawdhaan
tera zara sa bhi dola jo imaan
tu saala kaam se gaya
haaye, hua tera kaam tamaam
tu saala kaam se gaya
tera dil jo hua beimaan
tu saala, kaam se gaya
Maine tujhse pyaar kiya hai
tu hai meri jaan
meri har dhadkan kehti hai
main tujhpe qurbaan
tera zara sa bhi zara sa bhi
zara sa bhi dola jo imaan
tu saala kaam se gaya
haan, hua tera kaam tamaam
tu saala kaam se gaya
jo na bachke raha to meri jaan
tu saala kaam se gaya
Related posts:
- Lyrics of Let’s carry on with golmaal golmaal - Golmaal Returns
- Lyrics of Baby’s got a move in you - Golmaal Returns
- Songs of Maine Pyar Kiya
- Lyrics of Tumko dekha tha kabhi maine - God Tussi Great Ho
- Lyrics of Jahan tak ye meri - Kisse Pyaar Karoon
- Lyrics of Sanam sanam - Kisse Pyaar Karoon
- Lyrics of Maine hawa ke paron pe - Mere Baap Pehle Aap
- Lyrics of Dekha tujhe dekha maine - Billu Barber
- Lyrics of Pyaar ka vada hum kabhi - Main Aurr Mrs Khanna
- Lyrics of Crazy kiya re - Dhoom 2
- Lyrics of Saiyaan ve saiyaan ve - Jail
- Lyrics of Mere khuda karam ye aata ho - Sorry Bhai
- Lyrics of Yahi hota pyaar hai kya - Namaste London
- Lyrics of Maine li jo angdaayi onne pakadi - Abhimanyu- The Hero
- Lyrics of Haan mein jitni martaba - All The Best
Please Wait
Comments: