Lyrics of Naam hai sidhu - Chandni Chowk To China
Movie : Chandni Chowk To China
Actors : Akshay Kumar,Deepika Padukone,Ranvir Shorey,Mithun Chakraborty
Music Director : Shankar Mahadevan,Loy Mendonca,Ehsaan Noorani
Singer : Kailash Kher
Lyricist : Kailash Kher
Bhai wah
wah bhai wah
bade bade bade bade
bade bade bade bade
wah bahi wah
bade bade bade bade
o sapne dekhe bade bade
bada na kuchh bhi karna pade
o sapne dekhe bade bade
bada na kuchh bhi karna pade
Bujhi bujhi si rangat jiski
udi udi khushboo
sidhu
naam hai sidhu sidhu sidhu
naam hai sidhu sidhu sidhu
naam hai sidhu
naam hai sidhu sidhu sidhu
ho ho…
ho ho…
Bhai wah
wah bhai wah
khushiyaan khushiyaan
khushiyaan khushiyaan
khushiyon ko bhi muh latkake
baant raha hai
aa aa…
ho…
khushiyon ko bhi muh latkake
baant raha hai
o maar ke maan ko pyaaz tamatar
kaat raha hai
Pal mein banna bada chahta hai
pa sa ni dha ni dha ma ga ma pa
par bade kaam se bhaagta hai
pa sa ni dha ni dha ma ga ma pa
chandi chowk ka hai ladka
lagaye tadke pe tadka
chandi chowk ka hai ladka
lagaye tadke pe tadka
Gali gali har nukkad uske
charche hain har soo
s i d h u
naam hai sidhu sidhu sidhu
naam hai sidhu sidhu sidhu
naam hai sidhu
naam hai sidhu sidhu sidhu
bade bade bade bade
bade bade bade bade
Aa aa aa aa…
dag mag dag mag kadamo
waala sambhal gaya
dag mag dag mag kadamo
waala sambhal gaya
ho raat ka chanda din ka suraj badal gaya
ab wahi hai magar doosra sa
pa sa ni dha ni dha ma ga ma pa
aasmaan hai naya saanwla sa
pa sa ni dha ni dha ma ga ma pa
O banke nikla hai baazigar
kaaptein hain dushman thar thar
banke nikla hai baazigar
kaaptein hain dushman thar thar
dil ka raja josh ka cheetah
himmat ka jaadu
s i d h u
naam hai sidhu sidhu sidhu
naam hai sidhu sidhu sidhu
naam hai sidhu
naam hai sidhu sidhu sidhu
Bade bade bade bade
bade bade bade bade
o sapne dekhe bade bade
kaam bhi kiye hain bade bade
dilli ki galiyon ka pattha
cheen mein hai khataroo
s i d h u
naam hai sidhu sidhu sidhu
naam hai sidhu sidhu sidhu
naam hai Sidhu
Related posts:
- Chandni Chowk to China songs
- Lyrics of Aaj phatte chak len de - Chandni Chowk To China
- Lyrics of Arre guru ji ye to - Chandni Chowk To China
- Lyrics of Jaane kaun hoon samajh - Chandni Chowk To China
- Lyrics of Ek naam tumhara lekar - Radio
- Lyrics of Aankho se bacha kar - 13B
- Songs of Tere Naam
- Lyrics of Khud hai ye panchhi khud - Dekh Bhai Dekh
- Lyrics of Khairiyat hai sab - 13B
- Lyrics of Phoolon se tu rang chura - Dekh Bhai Dekh
- Lyrics of Khud Hai Yeh Panchhi - Dekh Bhai Dekh
- Lyrics of Chakde dholiyan nach karenge touch - Dil Bole Hadippa
- Lyrics of Sir hamare bank ke naye loan - EMI
- Lyrics of Baadal pe paanv hain - Chak De
- Lyrics of Life life teri na meri bhai - Daddy Cool
Please Wait
Comments: