Lyrics of Neeche saari duniya hai - Kissan


Movie : Kissan
Actors : Jackie Shroff,Sohail Khan,Arbaaz Khan,Dia Mirza,Nauheed Cyrusi
Music Director : Dabboo Malik
Singer : Roop Kumar Rathod and Harshdeep Kaur
Lyricist : S. R. Bharti,Kanwar Juneja,Panchhi Jalonvi,Salim Bijnauri

Wahe guru wahe guru
Wahe guru wahe guru
Wahe guru wahe guru
Wahe guru wahe guru
Wahe guru wahe guru
Wahe guru wahe guru

Neeche saari duniya hai
upar rab hai haan
neeche saari duniya hai
upar rab hai haan

Par rab bhi ye kehta hai
dharti sab ki maa
dharti sab ki maa

Neeche saari duniya hai
upar rab hai haan
neeche saari duniya hai
upar rab hai haan

Wahe guru wahe guru
Wahe guru wahe guru
Wahe guru wahe guru
Wahe guru wahe guru

wahe guru wahe guru
wahe guru wahe guru
wahe guru wahe guru
wahe guru wahe guru
haaye..

Daana daana mitti mein
mil ke hi to ugta hai
aur paseene ka har katra
sona ban ke khilta hai

Ho daana daana mitti mein
mil ke hi to ugta hai
aur paseene ka har katra
sona ban ke khilta hai
sona ban ke khilta hai

Apne haaton se likhi hai
apni daastaan
aur dharti ki aan hai

Shaan hai kisaan
jaan hai kisaan
neeche saari duniya hai
upar rab hai haan

Aa…aa…
sun sun sun sun
sun sun sun sun
sun mere sun mere
raanjhiyaan

Har kisaan ka yahi dharam hai
koi na bhookha sove
jis din na hum kaam kare
aisa savera na hove

Ho har kisaan ka yahi dharam hai
koi na bhookha sove
jis din na hum kaam kare
aisa savera na hove
aisa savera na hove

Ban ke sipaahi khade hain hum
rakhe sab ka dhyaan
aur dharti ki aan hai
shaan hai kisaan

Jaan hai kisaan
neeche saari duniya hai
upar rab hai haan

Rabba meher kari…..

Related posts:

  1. Lyrics of Sun saajna sun saajna - Kissan
  2. Lyrics of Tu hi meri hai saari zameen - Tum Mile
  3. Lyrics of Duniya firangi syaapa hai fikar - Dil Bole Hadippa
  4. Lyrics of Duniya ko nikamma bol aaja - Aagey Se Right
  5. Lyrics of Yeh duniya jab leke tarazu - London Dreams
  6. Lyrics of Hai duniya chakravyuh aur waqt hai - Abhimanyu- The Hero
  7. Lyrics of Lakh lakh nakhre - Kambakkht Ishq
  8. Lyrics of Chanda re chori bazari - Love Aaj Kal
  9. Lyrics of Sun maahi ve - Kissan
  10. Lyrics of Baby’s got a move in you - Golmaal Returns
  11. Lyrics of Waqt ki dhoop mein - Kissan
  12. Lyrics of Haan yahi rasta hai tera - Lakshya
  13. Lyrics of Chori bazari do naino ki - Love Aaj Kal
  14. Lyrics of Dil na liya dil na diya to bolo - Krrish
  15. Lyrics of Raat ke musafir tu bhagna - Gulaal

 

Posting Your Comment
Please Wait

Comments:
There was an error with your comment, please try again.


  1. Be first to post a comment