Lyrics of Sun sun sun to aye hawa - Kidnap


Movie : Kidnap
Actors : Sanjay Dutt, Imran Khan and Minissha Lamba
Music Director : Sandeep
Singer : Shreya Ghoshal
Lyricist : Sanjeev Vyas

Sun sun sun to aye hawa
na chal tu yun chhoo ke tan mera
sun sun sun to aye hawa
na chal tu yun chhoo ke tan mera
dekhe koi chhede mujhe mausam manchala

Mausam ye awesome bada
mausam ye awesome bada
mausam ye awesome bada
jaadu chhaa gaya
mausam ye awesome bada
mausam ye awesome bada
mausam ye awesome bada
jaadu chhaa gaya

Phir khula aasman tune mujhe hai de diya
shukriya shukriya kaise kahun mein shukriya
kya kahun kya karun
bas mein nahi hai ye jiya
jee liya jee liya is pal ko maine jee liya
kal phir se ye pal hoga na hoga ye samaa
mausam ye awesome bada
mausam ye awesome bada
mausam ye awesome bada
jaadu chhaa gaya

Chulbuli chulbuli kaisi hawa ye chulbuli
gudgudi gudgudi saare badan mein gudgudi
door se dhoondti kiski nigahein aa rahi
kyon mujhe yun nayi itne aadayein aa rahi
geela hai tan bheega badan mann mein pyaas kya
mausam ye awesome bada
mausam ye awesome bada
mausam ye awesome bada
jaadu chhaa gaya

Sun sun sun sun to aye hawa
na chal tu yun chhoo ke tan mera
dekhe koi chhede mujhe mausam manchala
mausam ye awesome bada
mausam ye awesome bada
mausam ye awesome bada
jaadu chhaa gaya

Related posts:

  1. Lyrics of Chhoo le na chhoo le - Roadside Romeo
  2. Lyrics of Maine hawa ke paron pe - Mere Baap Pehle Aap
  3. Lyrics of Haule haule se hawa lagti hai - Rab Ne Bana Di Jodi
  4. Lyrics of Gore gore ye gaal - Sunday
  5. Lyrics of Tu mere paas hai so right - Roadside Romeo
  6. Lyrics of Halka halka hai meetha meetha - Dhol
  7. Lyrics of Aisi saza deti hawa tanhaai - Gulaal
  8. Lyrics of Ye sazish hain boondo ki - Fanaa
  9. Lyrics of Mit jaaye ye zameen - Kidnap
  10. Lyrics of Dil na liya dil na diya to bolo - Krrish
  11. Lyrics of Naina mere bole jhooti sachhi boliya - Life Partner
  12. Lyrics of Give me this one - Kidnap
  13. Lyrics of Chalti hai rukti hai tham jaati - Aasma
  14. Lyrics of Hey ya ladki hoon ya bala - Kidnap
  15. Lyrics of Teri yaadein mujhe tadpaati hai - Jai Aur Veeru

 

Posting Your Comment
Please Wait

Comments:
There was an error with your comment, please try again.


  1. Be first to post a comment