Lyrics of Tanha tanha yun phira - Jashnn
Movie : Jashnn
Actors: Adhyayan Suman, Anjana Sukhani, Shahana Goswami , Humayun Saeed
Music Director : Toshi Sabri, Sharib Sabri
Singer:Nouman Javaid
Lyricist :Nouman Javaid
Tanha tanha yun phira
apno mein reh kar akele
aisa gira na uth saka
main chala
main chala main chala
main chala aaaaaa a
main chala
main chala main chala
main chala aaaaaaaaa
Lamha lamha ghutan hai
aankhe bin tere nam hai
mere Jalte jahan mein
bas yehi ek Gum hai
dil ki viraniyan
dhundhe tujhe
raahon ke fasle kyun badh gaye
Kaise yeh zindagi jo hum jeeye
isne aasun aur gum diye
main chala
main chala main chala
main chala aaaaaa a
main chala
main chala main chala
main chala aaaaaaaaa
Ankahi yeh kahani
bin kahe hai sunani
lab pe khamoshiyan hai
aashko mein hai rawani
saanson ke silsile
thamne lage
labzon ke shabd yeh bujhne lage
lamho ki aag mein kuch yun jala
Mein aap se hi kho gaya
main chala
main chala main chala
main chala aaaaaa a
main chala
main chala main chala
main chala aaaaaaaaa
Related posts:
- Lyrics of Tanhaniyon mein - Jashnn
- Lyrics of Tanha hai dil tanha safar - Jail
- Lyrics of Aaya aaya re - Jashnn
- Lyrics of Ishq ka hai kaam purana - Jashnn
- Lyrics of Ye kaisi kaisi aankh - Dev D
- Lyrics of Saiyaan ve saiyaan ve - Jail
- Lyrics of O haseena o neelampari - Om Shanti Om
- Lyrics of Jo bhi hua hai - Morning Walk
- Lyrics of Main toh jiya na - Om Shanti Om
- Lyrics of Kab se usko dhoondta hoon - Billu Barber
- Lyrics of Dekhun tujhe to pyaar aaye - Apne
- Lyrics of Bheega aasmaan shedaayi dil mera - Dhol
- Lyrics of Zindagi zindagi kya kami reh gayi - Yuvraaj
- Lyrics of Koi na koi chahe humsafar - Radio
- Lyrics of Ehsaan itna sa kar de - Dil Kabaddi
Please Wait
Comments: