Lyrics of Yoon shabnami - Saawariya


Movie: Saawariya
Actors: Ranbir Kapoor, Sonam Kapoor, Rani Mukerjee, Salman Khan
Music Director : Monty Sharma
Singer : Parthiv Gohill
Lyricist : Sandeep Nath

Yoon shabnami
pehle nahi thi chandani
chaand wo
bharma gaya
tujhko dekha to
sharma gaya
wo churane laga hai nazar
yoon shabnami

Pehle nahi thi chandani
ho yoon shabnami
pehle nahi thi chandani
chaand wo
bharma gaya
tujhko dekha to
sharma gaya
wo churane laga hai nazar
yoon shabnami

Dekho chand aaya
chand nazar aaya
dekho chand aaya
chand nazar aaya
dekho chand aaya
chand nazar aaya
aaya aaya aaya
dekho aaya sharmaya
haan ji haan

Aaya aaya haan ji
aaya sharmaya
tu bhi aajaa
saawariya
aaya aaya aaya
dekho chand nazar wo aaya
dekho chand nazar dekho dekho ji
chand nazar wo aaya
bharmaya aaya aaya
chand aaya sharmaya

Dheere dheere aake
hawa gungunaa ke
har khabar de tumhari
kaisa ye nasha hai
nazar mein ghula hai
har ghadi hai khumari
nashe mein kadam mere udhar kabhi idhar
gumsum nazar, jaayein kidhar
kho gaye tujhmein hum iss kadar

Yoon shabnami
pehle nahi thi chandani
ho
yoon shabnami
pehle nahi thi chandani
chaand wo
bharma gaya

Tujhko dekha to
sharma gaya
wo churane laga hai nazar
yoon shabnami

Saaawariyaa
tu aaja
tu aaja
saawariyaaa

Related posts:

  1. Lyrics of Phool dekha phoolon ka rang dekha - Aishwarya
  2. Lyrics of Bheega aasmaan shedaayi dil mera - Dhol
  3. Lyrics of Aye chori zara nach ke dikha - Cash
  4. Lyrics of Look at the way i move my body - Daddy Cool
  5. Lyrics of Doli main bitha ke - Saawariya
  6. Lyrics of Zara sa halka sa nasha - Love Khichdi
  7. Lyrics of Haan mein jitni martaba - All The Best
  8. Lyrics of Tere bina dil nahi lagta - Dus Kahaniyaan
  9. Lyrics of Pal Aaya Suhaana- Suno Na
  10. Lyrics of Jab se tere naina - Saawariya
  11. Lyrics of Laga le laga le - Luck
  12. Lyrics of Tu meri zindagi hai jeene ki - Kal Kisne Dekha
  13. Lyrics of Masha-allah - Saawariya
  14. Lyrics of Kaise mujhe tu mil gayi - Ghajini
  15. Lyrics of Tumko dekha tha kabhi maine - God Tussi Great Ho

 

Posting Your Comment
Please Wait

Comments:
There was an error with your comment, please try again.


  1. Be first to post a comment